Hindi, asked by Ankur11111, 1 year ago

essay in hindi on the topic of public participation in promoting integirity and eradicating corruption

Answers

Answered by Anonymous
0
janta ka yogdaan bohot aavashyak hai aaj hamare desh ki ekta ko badhawa dene ke liye.jab hum log miljul kar ek desh ek samudaay ki tarah apne desh ka sambodhan karenge usi shanh hum bhrastachar ka safaya kar paayenge.aaj hamare desh main 
bhrashtachar roopi mahishasur hamare desh ki sukh eshaanti aur deshprem ki bhaavna ko nigal raha hai.aaj bharat ki jaanta ko kaali mata ka roop lekar is bhrashtachar roopi mahishasur ka mardan karna hoga.iske liye hamare desh ke har pradesh ke logon ko apne aap ko bangali,punjabi,madrasi,gujraati nhi balki hindustani keh k sambodhit karna hoga.jab kuch aatankvaadiyon ne 
uri main hamare sainikon ka khoon ker diya tha ,kya har bhartiya ka khoon nhi khaula tha.kya pakistani punjabi ko chorker bangaliyon ko hi maar rahe the kya vo kisi ek pradesh ke logon ko pyaar de rahe the aur doosre pradesh k logon ko maar rhe the,nhi aisa nhi hai vo sabke dushman hain unhone poore hindustaan ko gussa dilaya hai.hum ek pradesh nhi apitu hum sab ek desh hain aur humein apne desh per garv hai.garv hai humein apni sabhyata per.ham sab milker desh main vyapt bhrashtachar ko raund k hi rahenge.
Similar questions