Hindi, asked by moizalimanha, 1 month ago

Essay on 15 august in hindi

Answers

Answered by khatoongudiya791
0

Explanation:

Swatantrata Divas Hamare Desh Ka rashtriy tyohar Hai . ise pratyek bharatvasi 15 August ko manate Hain . Isi Din Hamara desh angrejo ki gulami se saikdo saal ke baad Azad hua tha .

Hamare desh ko Azad karane mein bahut Shivir purushon ne apne Pran neuchawar kar Diye .

Din Mein Gandhiji, Maulana Abdul Kalam Azad ,Lal Bahadur Shastri, Bipin Chandra Pal ,Bal Gangadhar Tilak, Raja Ram Mohan Roy ,Jawaharlal Nehru, aur bahut se hindustaniyon ne apne paran Tyag Diye.

15 August ka tyohar Hamare Desh Mein pure Jor Shor se Har Jagah Manaya jata hai Dekh Ke schoolon college vagaira mein Samaroh ka aayojan Kiya jata hai . Desh ke har Kone mein Tiranga fahraya jata hai is Din Desh Ke Pradhanmantri Hamare Desh Ke Rajdhani Delhi mein Tiranga Lahar Aate Hain.

Similar questions