Hindi, asked by richamht, 1 year ago

Essay on Agar Main Badal Hota

Answers

Answered by monu7bishnoi
31
agar main  badal hota to sayad kisi bhi kisaan ko paani ki kami ki wajah se marne nhi deta .. main uske kheto mai har roj barata jab tak ki uske kheto ka man naa bhar jaata . agar mai badal hota to jaha jarurat hoti wahi barasta . main sharo mai kam aur gaon mai jayada barsta . agar   main badal hota to kabhi aa jaa sakta . aur main poori duniya dekh pata .
agar mai badal hota indradhaush banata. aur main waha ke saath khelta .
agar mai badal hota to bharat ke kheto hara bhara uar desh ki nadiyo ko bara hua rakahta .
Answered by okchahu1
13
agar me badal hoti tho me sahi time pe sahi samay par barasti taki farmers ko pani mile aur hame khana. mein bacho ko kabhi bhi nerash nahi karti vo jab kahate me tab barasti.aur suraj ko dhakne ki hamesha koshih karti ta ke kise ko bhi bechane feel na ho
Similar questions