Hindi, asked by bincyadakkathu4788, 10 months ago

Essay on Apne liye jiye to kya jiye in hindi for 10 th class

Answers

Answered by rmzmaqbool
6

APNE LIYE JIYE TO KYA JIYE-----

Sirf apne liye jiye to kya jiye ek mashoor phrase hain. Yeh us waqat kaha jata hia jab koi insaan lalach mai aa kar sirf apne liye sochta hain. Ye baat insaniyat ko yaad rakhne chaihiye ki woh sirf apne liye hi na soche balke wo dusro ki madad be kare.

Sirf apne liye sochna lalach aur swarath ki nishani hain. aor woh zindagi hi kya, jis mai paisa kammaya aour khana khaya aur phir mar gaye. zindagi mai shanti aor sukh milne ke liye dosru ke satth apne khushi share karni bohot zaroori hain. Khushi bantne sai dugni ho jati hain aour gam bantne sai kam ho jata hain

Answered by bhatiamona
11

अपने लिए जिए तो क्या जिए। दूसरे के लिए जीना ही जिंदादिली का नाम है। निःस्वार्थ सेवा का अर्थ है- बिना किसी स्वार्थ के दूसरों की सेवा करना, इसी को परोपकार कहा जाता है। ’परोपकार’ शब्द की रचना ’पर’ ़ ’उपकार’ से हुई है। ’पर’ का अर्थ है दूसरे तथा ’उपकार’ का अर्थ है भलाई। अतः ’परोपकार’ का अर्थ है – दूसरों की भलाई। परोपकार में स्वार्थ भावना नहीं होती है। दूसरों की निःस्वार्थ सेवा ही परोपकारा अथवा परमार्थ की श्रेणी में आती है।

Similar questions