essay on clean india in hindi
Answers
Answered by
169
Ek hindustani hote hue ye hamara kartavya(duty) hai ki hame apne desh ko swachh rakhna chahiye aur sabse pahle humein khud swachh hona padega tabhi hum bharat ko ek swachh bharat bana paaenge...... humein apne aas- paas kuda( garbage) nhin phailana chahiye ... humein sabziyon aur pholon ke chhilke ( fruit skins) ko dustbin me daalna chahiye aur apne ghar me do dustbins rakhne chahiye ek bio-degradable kachre ke liye or doosri non-biodegradable substances ke liye ..............humein sadak par idhar udhar kachra nhin phekna chahiye.....
tabhi hum ek swachh bharat ka nirmaan kar paaenge aur tabhi humare pyare baapu MAHATMA GANDHI ka swachh (clean) bharat ka sapna poora ho paaega
HPE IT HELPS U :D
tabhi hum ek swachh bharat ka nirmaan kar paaenge aur tabhi humare pyare baapu MAHATMA GANDHI ka swachh (clean) bharat ka sapna poora ho paaega
HPE IT HELPS U :D
fatmamehdi:
if it helped u then pls do mark it as the best :D
Similar questions