India Languages, asked by Ridhaashiana, 1 year ago

Essay on Dhool ki mahima in Hindi

Answers

Answered by 7489
7
Dhool.......hamari maa samaan hai......hamare janm hote hi hamara sambandh usse hota hai aur humare maran tak woh samandh juda huva rehta hai..............
dhool ko vighnanikon ne swasth ke liye achha kaha hai..............
dhool se hi ped powdho  me praan aathe hai...........aur aage jaakar wahi pedh pwdho se manav ke praan chalthe hai.....
dhool ki aabha dhool hai.
dhool ki pehchaan uske rang se hoti  hai.
dhool kai prakaar ki hothi hai jaise...laal,kaali,aadi...............
varsha ke samay mithhi mein se ek sugandh aathi hai jisse hamara man prasann hojatha hai...................
mithhi me hi phasal ugthi hai..
kisaan apne kheto mein uchh phasal ke liye achhi mithhi(laal aur kaali ) istemaal karthe hai..............................
ataha.....mithhi me hamara jaan hai aur mitti se  humare praan hai..................
dhanyavaadh...............!
Similar questions