Hindi, asked by zubcha, 1 year ago

Essay on jeevan kewal sukho ki raah nahi

Answers

Answered by Huzeihasan
2
Jeevan sukh-dukh,achhe-bure aadi bhavo k mile-juley roop ka naam h.keval sukh ko jeevan maan Lena murkhta h.Sukh ka tabhi Abbas hota h.Jab Sukh ka samba kiya jsta ho.Aneytha sukh k pata nahi chalta .Manushiyw k jeevan m ek samay aisa ata h.Jb use kato PR s ho kr chlna pasta h.Aisa lgta h mano sansar,paristithiyan tatha samay uske virodhi ho gye h.Aise samay m Jo manushiye isthr ho kr inse ladte h.Vahi apne manushiye hone ka arth sarthak kr pata h.Jeevan m sukh roopi phulon k atirikt sukh rupi Agni ki bhayankar jawala b h.In javala m Jo suayn ko nikal PAYE aur niranter badta chala jaye,use kisi b parkar ks sukh tatha last aahat ni kr pata h.Isliye kaha jata h ki jeevan sirf sukh ki rah nhi h.yeah toh kaaton ka bi safar h PR inhe she jaye uske liye kch bi asambhav nhi h.
Similar questions