History, asked by pradipkumarg5067, 1 year ago

Essay on mahatma gandhi for in hindi 5th class

Answers

Answered by Ruchikasaxena
1
Mahatma Gandhi jinhe hum Bache pyar see bapu kahte unka janam 2 October 1869 ko porbandar Gujrat me hua tha.unka pura naam Mohan das karamchand Gandhi tha. unke pita g ka naam karamchand Gandhi tha or unki mata ka naam putlibai tha. unki patni ka naam kasturba Gandhi tha.unhone desh ki aazadi ke liye apna pura jivan samarpit Kar diya.unki mrityu nathu ram godse dwara 30 January 1948 ko hua. wo marne ke bawzood hamare Dil me zinda hai
may this will help u
Similar questions