Essay on meri abhilasha in hindi
Answers
Answered by
2
Meri Abhilasha :
Meri abhilaha hai ki Bharat desh aane wale samay mai Vishwa ka nayak abne aur Asia ka mahanayak . 21wi sadi bharath ki hi ho . Hum sab mil kar itna kaam kre ki desh aage bade . Sawachhata aur Kushalta ke naye prayo kare.Jansankhya aur bhrastachaar par kaau paaye . Bachho ko nayi siksh ade jo unhe aane wale samay ke parivartano ke aagah rakhe . Pariwaar aur Sahar ki ikaayi ki ekta hetu kaam kre. Desh ko pratham rakhe . Bharat ke har saktishaali pahlu par kaam kare aur use aur saktishaali banaye jaise Paryatan , nirtya , aur kalao ko aur badhaawa de. sabhi uplabh sanshaadhno ko sayamit upyog kare.Desh ki sampati ka nuksaan na kare. Apni samsaaye saymit roop se sarkaar ko bataye . Traakki aur aadhunikta ki nayi mishaal de hum duniya ko . Bina apni sabhyata aur sansakaaro ki maryaada ko tode ek baar phir bharat varsh aage badhe aur Sone ki chidiye bane.Koi bhukha naa soye aur koi anpadh naa rahe ye hi meri abhilaasha hai .

Similar questions