Essay on topic target of my life in hindi
Answers
Answered by
5
mere jivan mein mere sirf do lakshya hain .pehla ek behtar insaan banna aur doosra doctor banna.mere dimaag mein doctor banne ka khayal tab aaya jab mein ek jagah se guzar rahi aur maine dekha ki wahaan jo log the unki tabiyat bauhat kharab thi,aur unke paas itne paise bhi nahin the ki vo jaa kar apne ilaaj karwa sake.tab mere dil mein yah khayal aaya ki mein doctor banu aur yah ek aisa kaam hai jisme sabko ruchi hoti hai.agar mein doctor ban gayi to min ek aspataal ban vaaungi jo ki un logon ke liye hoga jinke paas paise nahin hain aur main unka illaj muft mein karoongi.aur vaise bhi hammara desh bimmariyon ki imaaraten chhoo raha hai.aur agar hum garib logon kaa ilaaj karvaate rahe to unka swasth accha hoga aur hammara desh bhi khoob taraki karega.
Similar questions
Science,
8 months ago
Social Sciences,
8 months ago
Social Sciences,
8 months ago
Science,
1 year ago
Chemistry,
1 year ago