Hindi, asked by ritujaglan, 1 year ago

essay on varshik utsav

Answers

Answered by lechumol08
73
varshik utsav ek esa utsav hai jo har vidhyalay mein manaya jata hai. Is din  vidhyarthion ko unke kalaon ko pradarshit karne ka mauka milta hai. Isi din sabhi utam chatron ko puraskar se sammanit kiya jata hai. Yeh zadatar august va september ke mahino mein manaya jata hai.

ritujaglan: thank you
Similar questions