Hindi, asked by wwupa2l4inMaani, 1 year ago

essay on videsh mein rahna ka aakarshan....please tell me as fast as possible.

Answers

Answered by Anonymous
0
aakarshan to kisi ke sath bhi ho jata hai
gali me khubsurat chokri ko dekhkhe ho jata hai, dukan me pade lays,kurkure ko dekkhe to ho jata hai, lifestyle ke kapdo ke sath ho jata hai...
Ghar me sukoon,chain aur shanti mil sakti to hai,lekin videsh jane ka maza kuch aur hi hai...
Bharat bhi videshi cheezen apnane lagi hai,videshi kapde,videshi khaan paan,videshi style ghar-bhaar,
videshi yeh...videshi vo...
Yawr ek bat bata.. hum pardes me hi settle kyu na hoye?Kaiko bole to... ghar ghar hota hai aur videsh,videsh.
Videsh me rehna halaki mast,jhakkas,zabardast ho... lekin ghar se to obviously bakwas hi hoga.
videsh ke log hame har tarah se aakarshit karte hain.Isliye to humne bhi unke khaan paan,rahan sahan bhi apna liiye hain.
pardes me rehna matlab aiyyashi,ash karna... vo hama bharat nahi hai na..jahan kaide kanoon follow kia jata hai..?
Vahan log khule aam bandook leke phirte hain..dushman dekha aur use uda dia!DISHKIYAAUAANN!(bichara) :3
Videsh me rehne se hume bahut kuch seekhne aur samajhne ko milta hai.Jese ki vahan ke log alag basha boltey hongey,hum use seekh lete hain.(agar permanenty settle hore tho)Dusre desh se hamare desh se nata jud jata hai... videsh se bandhi doorr :P

Lekin bhai, ma ke pyar ko bhi aakarshan hi bolengey.Samja tu?

Cheers!
Similar questions