Hindi, asked by nirajsharma9311, 11 months ago

Essay on yadi school na hoti

Answers

Answered by muskan200360
2

Answer:

yadi school na hora to ham educate nahi ho sakte ham job nahi kar sakte ham literate nahi hote

Answered by Anonymous
4

Answer:

Yadi school nhi hota to hum padhe nhi jate or hum padhne hi nhi jate to sikshit nhinhi Ho pate school hi nhi hoti to hum pafhne nhi jate sikshak bhi nhi hote padhane k liye Bina school jaye hum ghar me baithe sikshit nhi ho pate hume likhna, padhana, Nhi aata hume apne itihas k bare me pata nhi hota vigyan se Kya parivartan aaya ye pata nhi hota School hi aisi jagah hai jaha hum ajnabi apne jaise logo se milte hai bat karte unse mittrata karte or use bat karte karte Apna gayab bachare hume or naye naye chij sikhane ko milti school hi matra aidi jagah hai jaha hum ghar se jyada samay guzarte hai Padhai k saath saath thodi Masti bhi karte hai or hume sikh school se hi milti hai bina school k hume ye nhi jaan pata Zindagi me ek mitr bhi hai jisse hum apne bare share karte jo hum kisi na karte ho saath saath sab k saath teacher k saath baccho k saath hum padhai bhi karte or masti bhi karte hai school me bina school k ye sab nhi hota

Similar questions