essay writing on about internet ki labh and hani in hindi language
Answers
Explanation:
Internet ke kai labh aur hani hain. Internet ki suvidha ki aaj kal sabko zaroorat padti hain. Kai saal pehle log candy khaane ko tadapte the par aaj candy crush khelne ko. Log ek kitabon ki gaddi banakar rakhte the par aaj apps ki gaddi banakar rakhte hain! Log pehle cricket bahar khela karte the par aaj mobile par khelte hain.
Kai saare gud bhi hain jaise doori kam karna, mushkil kaarya ko saral banana. Ek ek suvidha prapth karna aur aisi kai aur cheezen bhi hain .
Internet ko agar sahi matra mein istemal karen toh achha hai.
Answer: