Explain the first doha with your own words.
Attachments:
Answers
Answered by
1
Is ka arth h ki :
Pedh kbhi bhi swayam apna phal nhi khata aur ndi kbhi apna jal swayam nhi peeti . Raheem ji kehte hn ki theek isi prakar sajjan log hmesha dosron ke hit ke liye apni sampatti ka sanchay krte hn aur parupkar mn hi apna dhan kharch krte hn. ve apne swarth aur labh ke liye dhan ka sanchay nhi krte.
Aur ese log jo apni sampatti dosron ke hit ke liye kharch krte hn sajjan kehlane yogya hn.
Krais:
Pls Mark my ans as brainliest
Answered by
1
Jis prakar ped apne fal swayam nahi khate ; nadi apna jal swayam nahi peeti usi prakar ek accha aur sajjan vyakti dusron ki maddad karne ke liye apne dhan ka bhi tayag kar deta hai.
Similar questions
Hindi,
7 months ago
Environmental Sciences,
7 months ago
Science,
7 months ago
Math,
1 year ago
English,
1 year ago