Hindi, asked by ridhya77677, 1 year ago

explain the last four lines of the stanza.
chapter → मीरा के पद
class 10 CBSE

Attachments:

Answers

Answered by Anonymous
4
In panktiyon me meera shri krishna se kehti hain ki ve unke liye unche unche mahal banayegi aur beech beech me jharokhe banayengi. jab shri krishna Mahal me tahlne  jayenge to ve lal rang ki saree pehan kar unke darshan paa sakengi. Ve aage krishna se kehti hai ki ve aadhi raat me yamuna ke kinare unko darshan dene aaye. He Krishna! Tumse milne ke liye meera ka man bechain ho rha hai.

Anonymous: Pls mark brainliest:)
Similar questions