India Languages, asked by divishagora4713, 11 months ago

Explanation of nana ki putri maina ko bhasm kar diya gya ka last paragraph explanation

Answers

Answered by kashishsahitiya
0

the explanation of last paragraph of the chapter nana sahib ki putri devi maina ko jala kar bhasm kar diya gya

lekhika batati h ki adhi raat ke samaye nana sahib ki beti tute huye Mahal ke dher par baith kar ro rhi thi senik dawara rone ka karan puchne par wahe koi jawab nhi deti janaral maina ko bandi banana chahate h parantu wahe rone ke liye kuch samaye mangti h pat-thar dil janral ne uski parathna na sunte huye use kanpur ke kile me kaid kar liya agle din yehe ghatna pata chalti h ki nana sahib ki ikloti beti ko jala kar maar diya gya is par sabhi ne us bacchi ko devi mante huye parnaam kiya

hindi h ho sakta h padne me dikkat ho kyuki.

Similar questions