Hindi, asked by archmish2000, 9 months ago

फीस माफी हेतु प्राचार्य जी को प्रार्थना पत्र लिखें। प्लीज इस बार गूगल से देखा हुआ पत्र मत लिखेगा मतलब कि पिछली बार भी मैंने पूछा था यहीं पर क्वेश्चन यही क्वेश्चन था लेकिन मुझे ऐसा पत्र मिला था ना कि मतलब लिखा था कि बहुत प्रॉब्लम है मतलब मेरे घर में तो थोड़ा सा अलग टाइप से पत्र लिखेगा और जिसका भी पत्र सबसे अच्छा होगा मैं उससे रेट भी करूंगी और मैं उसे brainalist भी बनाऊंगी​

Attachments:

Answers

Answered by tanu9175
1

Answer:

seva mein

shriman pradhanachary mahoday

Bal Bharti school

nayi dilli

vishay - fees maaf hetu prathna patr

mahoday

savinay nivedan hai ki mein apni vidyalaya ki kaksha saat 'a' ka chatr hun. mere pita ji ek vidyalaya mein aadeshpaal ka kam karte hain jisse unhe lagbhaj 8000/- rupay maasik ki aaya hoti hai. hamare parivaar mein 7 log hain. pita ji aalava koi aur nahi kamata hai. ham teen bhai aur ek behen padhne wale hain. mere pita ki thodi-si aay se itne bade parivar ka paln-poshn karna tatha vidyalaya ki fees dena kathin hai.

mahody, mein abhi tak ki sabhi prikshaye prathm shredi mein uttirsh ki hai. saath hi vidyalaya ki sanskritik karykramon mein bhi anek puruskar jeeten hain. aapse prarthna hain ki is baar meri fees maaf karne ki kripa kare, jisse mein apni padai jari rakhoo.

aapki is krpa ke liye mein sadev aapka aabhari rahunga

aapka agya kaari shishy

aapka Naam

kaksha- satvi a

deenank today's date here


archmish2000: no problem
archmish2000: ya it's very late
archmish2000: OK then please answer me tomorrow
tanu9175: it's done
Answered by Anonymous
2

Answer:

सेवा में,

प्राचार्य,

you may write your schl name here

द्वारा: वर्ग शिक्षक

महाशय,

सविनय निवेदन है कि मैं आपके विधालय की एक गरीब छात्रा हूँ । मेरे पिता गरीब किसान हैं । उनकी आय बहुत कम है । उन्हें परिवार के छः सदस्यों का भरण-पोषण करना पड़ता है । इसलिए वे मेरी फीस भरने में असमर्थ हैं ।

अतः श्रीमान से आग्रह है कि मेरी फीस माफ करने की कृपा करें ताकि मैं अपनी पढ़ाई पूरी कर सकूँ । इसके लिए मैं आपकी आभारी रहूँगी ।

आपकी आज्ञाकारी छात्रा

नाम :-

29.05.2020 कक्षा :-

क्रमांक :-

Similar questions