फैशन को लेकर दो मित्रों के बीच हुई बातचीत को संवाद रूप में लिखिए
Answers
Answer:
Answer:
Mohan: kaisa hai tu rohan
Rohan:aacha hu, aare wa tere kapde tho ekdam must aur fashion wale hai
Mohan: ha muje mere bade bhai ne leke diye hai lekin tune aise purane kapde kyu dale hai
Rohan:muje tho aaise hi kapde psand hai kyu meri maa kehti hai ki insaan ko aapni upari sundrta se jyada aapne andari sundrta ke upar dhayan dena chahiye
Mohan :barandar Rohan mebhi aaj se ye dhanme rakhunga
Hope it help plz Mark me as brainlist
Explanation:
please mark as best
Answer:
Reena :( said to Aisha) aaj to tumne bahut acchi dress pahani hai, very beautiful.
Aisha : oh! thank you friend, yah dress to meri cousin ne mujhko gift di thi in my 12th birthday party.
Reena : achcha to yah bata kya kar rahi thi?
Aisha: are! Main to kuchh nahin kar rahi thi ,time pass . per tu yah Bata tune koi acchi dress kyon nahin pahne tere pass aur bhi to hai aaj aisi dress kyon pahna hai.
Reena: Aisha , sundarta Insan ke pahnane ke dhang se nahin aati, sundarta to Insan ke Dil mein hoti hai. Insan ka man saaf hona chahie agar uska Dil Man saaf hai , agar manushya ka pahnane ka tarika achcha nahin hai, to usse ye to nahi hain na ke vo insaan bhe bura hai.
Aisha : maaf Karna dost, mujhse bahut badi bhul Hui hai, aur tumhare Karan mujhe Sikh Mili hai bahut shukriya.
Reena : dost to dusre dost ki Kami ko sudharne ke liye to hote hain , mafi mangne ki koi jarurat nahin hai, ( In friendship, no sorry, no thank you). ok byee. kal school me milte hain.
Aisha: han theek hai, bye bahut let bhi ho gaya hai..