CBSE BOARD X, asked by gagan955877, 10 months ago

father bulke Bhartiya Sanskriti ke Ek abhinand Ang hai kis Aadhar par Aisa Kaha gaya hai​

Answers

Answered by loveyou22
4

Answer:

father bulka ko bhartiya sankriti sa bahut pyar tha. apna jivan main unhona bhartiya jivan mulyo or adarso ko mahatavpurn sathan diya. unhona Bahartiya sanskriti ka gahan adayan kiya. unka shood praband ( ram khatha -utpati or vikas) unka bhartiya sanskriti k parrti pyar or lagav ko darshata h. va hindi ko rashtr basha bana k lia akatya thark date tha. es parkar kha ja sakta h ki father bulka bhartiya sanskiti k abhin aang tha

HOPE YOU LIKE IT

PLZ MARK AS BRAINLIST

Similar questions