from utkarsh hindi class 8 textbook 2nd chapter , mulyadharith prashna , i want the answer for the question- nadiyan jeevan kaise rachthi hai? in hindi. It is urgent pls
Answers
nadiyan jeevan kaise rachthi hai
Nadiyo ko jeenvan rekha kaha gya hai kyuki sabse pahle nadi kinaare hi jeevan ki suruwaat hui thi . Manav aur jaanwar paani ki talassh mai ek jagah se dusari jagah bhatakte the . Jab kahi paani milta tha to wo wahi bus jaate the . Nadi k a paani meeth aur poore saal bahne wala hota tha isliye manav wahi ruk jaat humesha ke liye . Wahi dheere dheere kheti baadi krnelaga aur jaanwaro ko ache se paalne laga . Issliye Kaha jaata hai ki jal hi jeevan hai. Nadiyo kea as pass aur nadiyo k andar baut se jeevan yapan waale kam kiye jaa sakte the . jaise machli palan , chawal ki kheti . asie bahut se kaam manushyanadi kina re krne lag kyuki waha use paani milta tha . isiliye nadiyo ko jeevan ka rachiyata kaha jaata hai . sansaar ki sabhi badi sabhyataaye nadi kinaare ki panpi hai aur aage badi hai .