Full poem by harivansh rai bachaan 'bhool gaya hai kyun insaan summary of this poem
Answers
Answered by
53
Ye kavita Shri Harivanshrai bacchan ne likhi hai.Is kavita ka arth yahi hai ki hum insaan ye kyun bhool jaate hain ki hum sabhi ki kaya mitti ki bani hui hai.Hum sab per ek hi aasmaan ki chaaya hai.Yahan kisi ko koi vishesh vardaan prapt nhi hai.Arthhat hum sab insaan chahe stri purush ya kisi bhi desh ke vaasi him hum Sab ek hi hain.Hum sabhi ko is dharti ne hi to racha hai.Eshwer na to kewal insaan hi bnaya tha per insaan na hi desh bnaye.Per her an desh hai to isi ek dharti per.Hum sabhi rang roop vesh bhoosha main chaahein ek doosre se kitne hi bhin hon per hum sab ek doosre se Jude hue hain.Hum Sab ussi eshwer ki Santan hain,hum sabhi ko ek hi dherti maa ne pala hai.
Similar questions