(ग) 'आप मेरा अपमान कर रहे हैं।' -कथन से वक्ता का क्या संकेत था ? स्पष्ट कीजिए।
उत्तर- of chapter 1 baat athani ki
Answers
Answer:
Explanation:I THINK IT WILL HELP YOU:)
Explanation:
Jab Rasila Kamre ke bahar Khada hokar Sab baten Sun Raha Tha tab usne Suna ke babu Jagat Singh Kahate Hain aap mera apman kar rahi hain. Babu Jagat Singh Ek nirday aur krur avam Beimaan vyakti the Jo rishwat ke paison se apni Jindagi Gujar rahe the vah Imandar Nahin the isi vajah se ek vyakti Apna Kam karvane ke liye unhen rishwat dene ke liye Aaya Jab use vyakti Ne Babu Jagat Singh ko 500 rupaye Diye to Babu Jagat Singh ko vah kam pad gaye aur unke mutabik Keval 500 rupaye rishwat Mein dekar Apna Kam karvana galat baat hai avam vah Kahate Hain Ki Itni kam paise dekar vah Unka apman kar rahe hain Kyunki yah itne kam paise Lena Unki Shan ke khilaf hai arthat unhone use vyakti ke liye ek vyangya kiya ke Keval 500 rupaye rishwat ke liye Kafi Nahin Honge yah dekar vyakti Unka apman kar raha