Hindi, asked by niruamabauri, 8 months ago

(ग) मित्र की अवशयकता क्यों होती है ? एक अअचछी मित्र में कौन – कौन से गणु होने चाहिएए ?

मित्र बनाते समय कौन. बातों का ध्यान रखना चाहिएए ? heading for the topic
plz help​

Answers

Answered by wanikarmangesh
1

Answer:

mitrata sabse pyara rishta rheta hai.duniya me aache mitra bhout kam milte hai. acche mitra yani dusre mitra ko samajhana, uske paiso ko na dekhke mitrata ko dekhna.mitrata aaisi honi chahiye ki samane wala bole ki," bhai wah ! kya mitrata hai". mitrata upar dikhane wali chiz ya vastu nhi hai parantu waha toh ek mann ka pyaar aur sabse premmaye rishta hai.

mitra kisiki avashyakta nhi hai waha toh bas apne aap ho jati hai , jaise hamare krishna bhagwan aur unke priya mitra sudhama iss duniya mai unke jaisi mitrata kisi ko dekhne nhi milti . ek mitra ko humesha dusre mitra ke sukh,dukh,pareshani mai shamil hona chahiye har samasya milkar haal karni chahiye. mitron ka rishta pyaar, imandari , aadar samman , aur dilo ka hona chahiye ve kisi guun se ya parakhkar nhi chine jate hai, waha to apna dil pehechante hai ki dost kaisa hona chahiye . mitra karo mitrata badi anmol hai . mitron ko hamri har choti badi baat pata hoti hai hum unke saath maze se raha sakte hai.

aaise nhi ki humari umar ki bacche he humare mitra ho parantu hamare mata pita ya hamare rishtedar bhi hamare mitra ho sakte hai jab ve mitrata ko mante aur samajhte ho.

sorry for that coz i dont have hindi keyboard...........

i hope it will help you ...............thank you

Explanation:

Answered by ritika1123
0

Explanation:

मित्र की आवश्यकता इसीलिए होती है . क्योंकि हम अपने मन में दबी बात अक्सर किसी को नहीं कह पाते परंतु जिनके मित्र होते हैं वह अपने दिल की हर एक छोटी से छोटी बात वह अपने राज अपनी गलतियां अपनी कठिनाइयां अपने उस दोस्त को बताकर अपना मन हल्का कर सकते हैं . एक अच्छा मित्र में गुण ऐसे कुछ होते हैं जो झगड़ा होने पर माफी नहीं मांगते हुए झट से कह दे गलती सारी तुम्हारी थी मैंने क्या किया और मदद करने पर धन्यवाद नहीं उसे आपका फर्ज बताए सच्चा मित्र वही है

Similar questions