Hindi, asked by M015, 10 months ago

गीत का, नृत्य का और खेल का महत्व​

Answers

Answered by ayush7620569800
7

Answer:

geet se he nrutya ho sakta hai aagar geet he na ho to nurtya karnee kya maj hai geet se humara mann shant hota hai aur nrutya se hum lachele ho jate hai jaise ke tansen unka geet itna accha tha ke janwar tak unka geet sunne ke liye aate the geet se humara sawabhav bhi badal jata hai.

khel se humare aandar takat aate hai aur hum lachele ho jate hai bade bade khiladi khel ke wajha se he itne bade hone tak takatwar aur lachele hai isliye ye tino cheeje humare liye bohot mahatwapurna hai

Similar questions