Hindi, asked by JassSudan, 10 months ago

Ghar Ke sadasya Apne bujurgo ke sath Samman purvak vyavhar Karen is ke

liye Kya Kiya Jana Chahiye​

Answers

Answered by nirvikalp70
1

Answer:

Ghar ke sadasya apna bujurgo ke saath samman purvak vyahar karen iske liya ghar ke badon ko apna bacchon ke ander badon ke prati aadar samman ke bhavna ko jagrat karna chaiya aur swayam bhi apno se badon ka samman karna chaiya kyunki bacche badon se hi seekhta hain.

Explanation:

Similar questions