Hindi, asked by janhviisrani42, 1 year ago

ghar saaf suthra tou fir rod gande kyu?/

Answers

Answered by 1642001
4
Ghar saaf magar rod gAnde kyuki log sirf aur sirf apne ghar ki hi fikr hai aur logo ko raod se kya mtlb. Log apne gharo ko to apna mante hai apne gharo ko to saaf rakhte per ye bhul jate h ki modi ji ne ye abhiyaan pure desh ko saaf krne ki pratigya li h aur rod b desh ka hi ek hissa h aur unke dimag me ye bhavna ho gyi h ki ye kaam unka nhi h aur ye bhavna hume logo ke man se niklna jRoori h.....
Answered by kvnmurty
2
Ham apana ghar saaf rakhte hain.  Lekin jab rod par jaate hain, tab ham logon ke man men yah khayal nahin aata hai ki  rod / rasta bhee apana hee hai.

yah bhee hota hai ki  rod par hamen  kude ke  dibbe nahin  najar nahin  aate.  is liye ham  kuada, plastik  kee cheejen  idhara udhar phenk dete hain.

apane ghar kee gandagee bhee ham uthake  rod par hee phenk dete hain.  ham ko yah aadata badal na chahiye. 

munisipaliti  ko bhee  jagah jagah par  kude ke dibbe rakhana  chahiye.

Similar questions