Hindi, asked by chhaplFElavitha, 1 year ago

girgit ki tarah rang badalna essay in hindi

Answers

Answered by monu7bishnoi
5
Girgit ki tarah rang badalna :
Girgit ki tarah rang badalna matlab kabhi apni baat pe adig nhi rahana . humesha apne faayde aur labh ke anuroop palte rahana. Aise log  humrre aur samaj dono ke liye khatarnaak hote hai .aise log humesha apna bhala sochte hai har haal mai phir chahe dusre par kya beet rahi hai .inko koi farak nhi  padata. jaise girgit apne bachav ke liye apna rang badal leta hai . ye log apna sawarth siddh krne ke liye bhi apna man , karam aur vachan badal lete hai .jis se saamne wale par kya asar hota hai inko koi farak padata hai . hume aise log pechaan lene chaiye aur unse door bana ke rakhi chahiye . kyuki aise log apne sawaym ke bhale ke liye kisi bhi haad tak jaa sakte hai . wo kabhi ye nahi sochte ki saamne wale ko kitni haani hi rahi hai . jaise saadi ke samay duhle walo ka saadi se mukar jaana , kisi vayapaari ka saman lene se mukrar jana ye sab girgit ki tarah rang bandale wali baate hai . jisme log us baat pe adig nhi rahte jo pahle tay hui hoti hai . 
Similar questions