Hindi, asked by rambookverma, 1 year ago

Girgit ki tarah rang badalna essay in hindi

Answers

Answered by monu7bishnoi
0

Girgit ki tarah rang badalna ek  prasidh muhawara hai hindi ka. Jiska matlab hai moukaparat hona . Apne matlab ke liye kuch log paristhiti ke anusaar apna mat badal  lete hai .Chaahee parinaam kuch

Bhi ho . aise logo se jeevan mai door hi rahna chahiye . aise logo ki sangati bahut khatarnaak hoti hai . jo apko kisi bhi paresaani aur aafat mai daal sakti hai . aise log kewal tab tak saath nibhate hai jab tak uhne kuch laabh yaa  faayda ho raha ho apse . Lekin jaise hi unka ullu seedha wo pala badal lete hai . aur apko cheech rah mai chhod sakte hai . Jaisa ki aapne dekha hoga  , Chunaav ke samay neta log ghar ghar jaa kar haath jod kaar apse apka mat maangte hai  au rnaa jaane vikas aur sahar ki tarakki ke kitne wade krte hai . Bolte hai ki ke baar jeeta didjiye huem hum sahar ko chaman kr denge aur rojgaar ki baadh kr denge . koi bhukh a nhi mrega .aur hum log bharosha kr ke apna mat unko de dete hai .jab wo jeet jaate hai , wo palat ke bhi apne sansadiyaa setra main hi  aate hai. 5 saal ke liye gayab ho jaate hai . khas kar ke abhineta log jo rajniti maiaate hai . ek baar jeet ke apni filmo mai vayst ho jaate hai aur janta intjaar krti rahti hai .Isse kahte hai girgit ki tarah rang badalna . Behtar hoga ki hum log aise insaao ki prajaati se door rhe aur khud ko surakshit rakhe .

Similar questions