Give the summary of the poem - "parvat pradesh mein paavas"
Answers
Answered by
8
Yah kavitha parvathiy praves ki sundartha ko prakat karthi hai.
Pavas ritu mein prakriti mein bahut parivartan aate hain. Is samay bahut varsha hoti hai.
1) Parvat apni phool rupi ankon se apna prtibimbh talab mein dekte hain.
2) Jharne parvatoon ke saaman mein geet gaate hain.
3) Vriksh chita mein hain ke unki aasma ko chune ki iccha kab puri hogi?
4) Aakash puri dharti par kabza kar leta hai.
5) Aisa lagta hai jaise ki indra bagwan apne baadlo ke viman mein baith kar apni jadugari dikha rahe hain.

Similar questions