Hindi, asked by Fireboltstar, 1 year ago

Guys, please answer fast! This is for a project on Durga Puja. Can you give me some points on Durga puja? If you can write it in Hindi then please do.

Answers

Answered by tanikaray
1
Durga Puja 

Durga puja mein sab khushiyaan manate hain ...kyunki tab Maa Durga ka pravesh hota hain. Puja manayi jaati hai dharti ke alag alag kone mein..Lekin Durga Puja bangal ki sabse mehtvapurn puja hai. Bangal mein durga puja bade dhoom dhaam se machayi jati hai . Durga  Puja ke alag alag din hote hain jaise saptami shashti ashtami navami aur dashami. Dashami Durga Puja ka aakhri din hota hain, dashami itne dhoom dhaam se nahi machayi jaati hai kyunki vah durga puja ka aahri din hota hai. Har jagha durga puja ke pandal lagte jisme durga maa , saraswati maa, laxmi maa, ganesha aur karthik ki murtiya lagti...inki sundarta ka koi jawaab nahi.....Har saal Durga Puja acche se manayi jaati , Har saal hum bahut sundarta se durga maa ko apne ghar mein pravesh karte hain 

Fireboltstar: Wonderful answer! Thanks a looooooooooooooooooot!!!!!!! I needed an answer just like hat. Thankyou, thankyou, THANKYOU!!! :D :D
tanikaray: welcome :) :) so if you liked it then please mark it as the best!...
Fireboltstar: There's no other answer other than yours!
tanikaray: yes i know......................................................
tanikaray: Thank You so Much!!!!
Fireboltstar: Your welcome! :)
Similar questions