Hindi, asked by debopriyasaha6357, 1 year ago

हजारी प्रसाद द्विवेदी का जीवन परिचय

Answers

Answered by jiyabhai
2
Hazari Prasad Dwivedi (19 August 1907 – 19 May 1979) was a Hindi novelist, literary historian, essayist, critic and scholar.
Answered by ayush11jhirwal01
8
Hazari Prasad Dwivedi ka Janm Sun 1907 mein baliya ke aarat dubey ka chapra namak gaon me hua tha.Kashi hindi vishvavidyalay avum chandigarh vishvavidyalay me hindi vibhag ke adhyaksh rahe.Dwivedijii hindi ke sir Vashisht nibandhkaro, samikshako aur ask sanskritik upanyaskaro me se ek hai.'kabir','hindi sahitya ki bhumika','sur sahitya','hindi sahitya ka aadikal','ashok ke ful' aadi inke prasidh granth hai. Inki Rachnao Mein Bhartiya Sanskriti aur Jeevan mulya Ki gaharai parak hai .Inka indhan 19 may sun 1979 ko hua...

ayush11jhirwal01: may this help you
ayush11jhirwal01: ...
Similar questions