हम पंछी उन्मुक्त गगन के'' पाठ के आधार पर बताइए कि पक्षी उन्मुक्त गगन में ही गीत क्यों गा सकते हैं ? कम-से-कम पांच वाक्य में जवाब दीजिये|
Answers
Answered by
2
Answer:
pakshi ke pass pinjere ke andar we sari sukh suvidhaye h jo ek sukhi jeewan jine ke liye aavyashak h lekin ve partantra h .. har tarah ki sukh suvidhaue pakar bhi pakhi pinjere me band nhi rehna chahte Kyunki unhen Bandhan nahi apitu Swatantrata pasand hai ...unhe Khuli Aakash Unchi Udan Bhare Naina , nadi Cjharanon ka bahata jal pina Karvy niboriya khana hi Pasand Karte Hain Kavi Ne pakshi ke Madhyam se ek Bandhan Jivan ki Kalpana Bhi ki hai...
Explanation:
hope it helps...
Similar questions