हमारे जीवन में इंटरनेट के उपयोग पर एक निबंध लिखो in 100 to 120 words
Answers
Explanation:
internet Ki Duniya Ek Aisi Duniya hai jo pahle Ki Duniya se bahut alag hai Pahle log to internet ke bare mein koi nahin Jaanta tha Samay ke sath Waqt Badalta Gaya aur internet Aane Laga aur aage jakar internet ka Avishkar Hua internet ke Labh internet ke Kahin Labh Hai Internet se Ham Kisi dusre Dur log se baat kar sakte hain aur Sandesh bhej sakte hain Internet se Ham Kisi kisi ki jankari Le sakte hain aajkal Sab Kuchh Internet se hota hai yahan Tak padhai Mein internet Se Hoti Hai Aur internet ke Kahin Sare kam bhi hote hain Logon Ko Internet se bahut Labh bhi hai internet ke Hani internet ke Hani bhi hai internet ka Sabse Badi Hani hai ki in panchiyon ko bahut Khatra Hai Kyunki internet ka jo Tower hai aur usmein se jo web Nikalti Hai Unse panchiyon ko bahut nuksan Hota Hai
Answer: