हम सब संगठित इकाई है। इस पंक्ति का भाव स्पष्ट कीजिए।
Answers
HUM SAB EK SANGATHIT EKAI HAIN
Bharat ek bohot bada desh hai.Bharat main kayi sheher kayi pradesh hain.Hamare desh ke her prant ki alag boli,rehen sehen aur khana peene sab alg hai.Yadi hum Dilli se Himachal jayein ya maharashtra to aisa prateet hota hai ki kisis dosre desh aa gye hain.Per hamara desh uperi taur per bhale hi alg dikhta ho per hum sab ek hi desh ke niwaasi hain.Hamara deshprem humein ek bnata hai.Humsabhi bharatwasi ek SANGATHIT EKAI hain.BHale hi hum sab ka rehen sehen khana peena sab ek doosre se bhinn ho per hum sab bhartiya hain.Hamare desh ki rahtriya bhasha HINDI hai.Hindi bharat ke her sheher main boli jaati hai.
Jab bhi koi cricket match hota hai to poora bharat ek swar main khiladiyon ko protsahit kerta hai.Jab bharat kisis bhi khel main doosre desh ko haraker jeetta hai to saare desh main patakhe chalte hain.
Ye sabhi udahran darshate hain ki hum sabhi bhartiye ek tarah se ek sangathit ekai ki tarah hain.Bhin bhin hone per bhi hum sab ek hain.
Answer : राष्ट्रीयता को चुनौती देने के निमित्त उत्तर दक्षिण अवार्ड श्रवण हिंदू मुसलमान सिख ईसाई और जैन के वेद खड़े करके हमारी यही संगठित इकाई है ।
Explanation :