Hindi, asked by namisonalma7r, 1 year ago

Hamare khan pan, rehan sahan aur kapdo mein bhi badlav aa raha h. Iss badlav ke paksh-vipaksh mein baatcheet keejiye aur baatcheet ke adhar par lek taiyaar keejiye. (Hindi Vasant Bhag-3, pg11, anuman aur kalpana, question 5.).

Answers

Answered by monu7bishnoi
40

Hamare khan pan, rehan sahan aur kapdo mein bhi badlav aa raha h.

Jasbe Internet aur satellite ki duniya ne apne paav pasaare hai ye duniya ek gaon se ban gyi hai . Palak jhapkte  hi pata chal jaata hai ki kaha kya hua hai yaa hone wala hai . Pahle har baat ya kahabr  ko pata chalne mai 7 -30 din lag jaate the . Aj kal to koi fashion show ho ya football match  ek dum seedha prasaaran  hota hai . In sab taknik aur soochna ke jald aadaan pradaan se humare khan paan aur rahan sahan par bhi bahut prabhav pada hai . Sab logo ke badte vichaar aur unke tarike in sab ko hi bayan krti hai .Aj Sara sansaar ek gaon ban gya hai aur hum uske vishwa naagrik isliye humaare khan paan aur kapdo mai bhi badlaav aa raha hai . upar se badhti pravaran halchal aur taapmaan mai achnaak badlaab hume badne ko majboor kr raha hai . kabhi kabhi naa chahte hue bhi badlaav ko apnana padta hai . Pahle jaha sookha thaw aha ab baahd aane lagi hai aur baraf girti hti waha sookha rahne laga hai .

Badalti bhugolik paristhiyo ki wajah s ebhi bahut baar insaan ko apne rang dhang badne padte hai . Lekin agarsab kuch htik hai to andhaadhun kisi ki nakal utarana aur apni sanskrti ko bhoolna galat hai .jo sabhyata 1000 saalo se humaare saath thi au rpooravjo dawara  jaanchi parkji hui thi usko ek dum se nakaarna bemaani baat hai . hume savai apne  hisaab se sarvsreth chuna chahiye naa ki kisi nakal kr k apni achhi baato nakaar dena chahiye phir chaaye wo sachha khana aur sundar kapde hi kyu naa ho . wo hi humaari saan aur pahchaan hai . humari ye baate hume dusro se alag banati hai .

 

Similar questions