History, asked by Ashward, 1 year ago

हनुमान जी कौन थे वह क्या-क्या काम किए थे क्यों किए थे कारण क्या था

Answers

Answered by Soumika1
3
Hanuman Ji Bandar prajati ke the we Pawan Putra the. Unhe Hindu Dharm me Bhangwaan mana jaata hai. Unke araadhya the Shree Ram jo ki Bhagwaan Vishnu ke pehle awtaar the. Jab Shree Ram, Seeta Mata, aur Shree Lakshman wanwaas gae to Seeta Mata ko Ravan ne haran kar liya tab Shree ko unke bhakt Hanuman ne bahut sahayatta kiya. Hanuman Ji ne Ravan ki Sone ke lanke Ko Aag Laga di.
.
ye sab karneka unka bas yahi Karan thaa ki wo Shree Ram bhakt the. Unki bhakti Ko aaj bhi Pooja jata hai. Dar lagne se Hanuman chalisa yaad ki jati hai..

Soumika1: he he thnx hanuman ji ko kaun nahi pehchaanta..
Similar questions