Hindi, asked by AshvinManoj, 1 year ago

harihar kaka summary in hindi

Answers

Answered by manorama
18
harihar kaka bhut hi ache veakti the . unki dono ptnia swrg sidhar gyi thi is liye unki koi olad nhi thi. kaka ke paas 15 bighe jmin thi . kyonki vo chaar bhai the is liye unki puri 60 bighe jmin 4 hiso mein bant gyi thi  or unko   15 bighe jmin mili . kaka  ki is jmin ka koi varis nhi tha is liye unke bhai or thakurbari ka mahant ye jmin hathyana chahte the . is ke liye unhone kai hathkande apnae . bhaio ne pehlo to apni bivio ko kehkar kaka ki achi sewa krvai parntu baad mein unki ptnio ne kaka ka apman krna shuru krdia . ve unhe achi roti tak nhi deti thi . 

kaka ko ek baar apni bhabio par bhut gussa aaya kyoki bhabio ne kaka ko vhi sukhi roti sbji di jabki bakio ne acha khana khaya . is baat par kaka unhe bhut kuch bole . is baat ka fayda mahant uthana chahta tha kyoki vo chahta tha ki kaka ki jmin thakurbari ke naam ho jaye . is baat ka fayda uthane ki liye mahant kaka ko apne sath le gya jha usne kaka ko bhut samjhane ki koshish ki k thakurbari ke naam par jmin krne se unhe kitna labh hoga ke unhe swarg mein jgah milegi . unki puja ki jayegi or bhut kuch kha jb fir bhi kaka na mane to usne kaka ke saath jbrdsti ki . jbrn kaka ke anguthe ke nishaan khali kagjo par lgvaye . kaka ke bhio ko ye sab pta chal gya is liye vo vha aa pohanche or kaka ko chud va liya .

ghar ja kar unhone kaka ka bhut khayal rkha or unhe puri surksha di . vo bhi chahte the kaka ki jmin unke naam ho jaye . tab kaka ki bhabiyo ne unke saath bhut acha bartav kiya unhe acha bhojn diya or unki dekhbal ki . jab unhone kaka ko vo jmin apne naam krne ko kha to kaka na mane is liye unhone bhi kaka ke saath hathopai ki or unke anguthe ke nishaan ek kagj par liye par kaka tab bhi vha se ja nikle or police ko is ke bare mein pta chal gya

in sab ghtnao ke uprant kaka bimar ho gye or unki bolne ki shakti chali gyi . unhone ek rsoyia rakh liya tha jo unko bhojn khilata tha  lekhk bhi kai bar unhe milne jata tha is parkar baad mein kaka ki mot ho gyi or sda ke liye ankhe bnd kar li

 

so it is smry of harihar kaka chptr 

 

$$hope it hps !!!!!!!!!!!!!!!
Answered by padmamithul123
1

Part 1  part 2 in file

Answer:

मिथिलेश्वर द्वारा लिखी कहानी 'हरिहर काका' ग्रामीण परिवेश में रहने वाले एक वृद्ध व्यक्ति की कहानी है, जिसने अपना संपूर्ण जीवन सादगी में व्यतीत किया है| जीवन के अंतिम पड़ाव पर वह बेबसी और लाचारी का शिकार हो गया है। उसके सगे-संबंधी सब स्वार्थी होकर अपनी स्वार्थ सिद्धि में लगे हुए हैं।

लेखक का हरिहर काका से परिचय बचपन का है। हरिहर काका उसके पड़ोस में रहते थे। उन्होंने उसे अपने बच्चे की तरह प्यार और दुलार दिया था। वे उससे अपनी कोई भी बात नहीं छिपाते थे। परंतु पिछले कुछ दिनों की घटी घटनाओं के कारण हरिहर काका ने चुप्पी साध ली थी। वे शांत बैठे रहते थे। लेखक के अनुसार उनके पिछले जीवन को जानना अत्यंत आवश्यक है। लेखक का गाँव कस्बाई शहर आरा से चालीस किलोमीटर की दूरी पर है। हसन बाज़ार बस स्टैंड के पास है। गाँव की कुल आबादी ढाई-तीन हजार है। वे लेखक के गाँव के ही रहने वाले है

गाँव में तीन स्थान प्रमुख हैं। एक तालाब, दूसरा पुराना बरगद का वृक्ष और तीसरा ठाकुर जी का विशाल मंदिर जिसे लोग ठाकुरबारी भी कहते हैं। यह मंदिर गाँव वालों के लिए बहुत महत्वपूर्ण है। ठाकुरबारी की स्थापना कब हुई, इसका किसी को विशेष ज्ञान नहीं था। इस संबंध में प्रचलित है कि जब गाँव बसा था, तो उस समय एक संत इस स्थान पर झोंपड़ी बनाकर रहने लगे थे। उस संत ने इस स्थान पर ठाकुर जी की पूजा आरंभ कर दी। लोगों ने धर्म और सेवा भावना से प्रेरित होकर चंदा इकट्ठा करके ठाकुर जी का मंदिर बनवा दिया। उनका मानना है कि यहाँ माँगी गई हर मन्नत ज़रूर पूरी होती है। ठाकुरबारी के पास काफी ज़मीन है। पहले हरिहर काका नियमित रूप से ठाकुरबारी जाते थे, परंतु परिस्थितिवश अब उन्होंने यहाँ आना बंद कर दिया।

Attachments:
Similar questions