Hindi, asked by rajaramdiwakar990, 7 months ago

हस्ती चढ़िए ज्ञान कौ, सहज दुलीचा डारि।
स्वान रूप संसार है, मूंकन दे झख मारि।3।​

Answers

Answered by mansi003022
28

Answer:

isme kabirdas jine hathi ko gyanwan vaykti aur sansaar ko kute ke saman mana h kyunki jo gyanwan vayakti h wo apni safalta ki sidhi chadh kar aage badh rha h aur dusri aor jo sansaar h vo hamesha sabki pith pheeche buraayian krta rehta h aur chup Ho jata hai

isliye kabirdas NE hathi ko gyan se samarpit kiya hai aur sannsaar ko kute ke saaman

#*plsssssss mark as brainalist.......

Answered by xxITzMiSTyxx
3

hey mate here is ur answer

pls mark me as a brainaliest and flw me don't forget to give thanks pls

Attachments:
Similar questions