hathi mara v to 9 lakh ka ka matlab.. of chapter .. bade ghar ki beti chapter
Answers
Answered by
93
Bade ghar ki beti Munsi Premchand dwara rachit upanyas hai.Ye ek parivaar ki kahani hai.Aanandi ek badi ameer khaandan ki ladli beti thi.Uska vivah ek sedhe saadhe grameen parivar main hua tha.Ek din uski apne dewar se behas ho gyi kyunki Aanandi ne meat bnane main zyada ghee daal diya aur daal ke liye ghee nhi bacha.Isper uske dewer ne taana mara ki ek cheez bnane main saara ghee daal diya tumhare mayke main kya ghee ki nadiyaan behti hain.Ispe aanandi ko bura laga kyunki ek mahila kabhi bhi apne mayke ki burayi nhi sun sakti.Aanandi ne palatker jawab diya ki haathi mara bhi to sawa lakh ka.Uske kehne ka matlab tha ki uske mayke main paise ki koi kami nhi hai aur uske maykewalon ka samaj main bohot samman hai jaise ki
ek haathi ko bhi jaanaweron main kaafi uccha sthaan prapt hota hai,kyunki haathi Ganeshji ka roop mana jaata hai.
ek haathi ko bhi jaanaweron main kaafi uccha sthaan prapt hota hai,kyunki haathi Ganeshji ka roop mana jaata hai.
Answered by
48
Answer: मतलब है कि अमीर लोग हानि होने पर ग़रीबों की अपेक्षा अमीर ही रहते हैं
Explanation: इस कहानी में आनंदी अपने मायके के बारे में कह रही है कि वह भले ही मुक़दमों वग़ैरह में बहुत पैसा गँवा दिया हो पर उनकी हैसियत अभी भी उसके ससुराल वालों से कहीं अधिक अच्छी है ।
एक मरे हुए हाथी का शरीर भी क़ीमती होता है, इसलिए यह लोकोक्ति बनी
Similar questions