History, asked by satishkashyap0160, 6 months ago

हड़प्पा सभ्यता एक नगरीय सभ्यता थी इसके प्रमाण में कुछ प्रमुख विशेषताओं का वर्णन कीजिए​

Answers

Answered by dhruv19230
21

1 Jal nikas pardali

2 nagar niyojan

3 galiyo ka samkord pr katna

4 makan pakki itto se bante the

5 sadak kacchi parantu pakki sadko ke sakshiye मोहन जोदड़ो

Explanation:

Jal Nikas Pardali : hadappa sabhyata mei sampoorn jal nikas Pardali thi. Sath mei naliyaan dhaki rheti thi jisse saaf safai bani rahe. Sara ganda pari seher se bahr jata tha.

Nagar Niyojan : Harappa Nagar niyojan tha iske sakshiye mile hai arthat phele ghar tatha mahole ki neev rakhi jati thi uske bad kariye nirmans chalu hota tha... Galiya Samkord pr kat ti thi. Ghar ke darwaje seedha roads pr nahi khulte the.

Makkan Pakki Itto Ke : Makan pakki itto ke hua krte the tatha 1&2 manjil hone ke bhi sakshiye mile hai jisse pata chakta hai ki ghar ko niyojan krke banaya jata hai . Ghar ke bich mei kuch nahi hota tha uske side side mei kamre hua krte the. Jo ek ghar niyojan ki taraf ishara krte hai...

Mohanjodaro mei Sadko ka pakka hona : Mohanjodaro mei sadak pakke hone ke sakshiye mile hai jo hadappa ko ek nagriye sabyata sabit krte hai

Similar questions