Hindi, asked by ava71, 11 months ago

help me guys need urgently
Q.संधि किसे कहते है


OmShinde76: Chance

Answers

Answered by hp780
2
dwaniyo Ke Paas Paas Aa Jane Se aur unke Milne par jo bhi vikar ya Parivartan hota hai use hi Sandhi kehte hain

isme varn ka varn ke sath mail Hota Hai

Sandhi teen Prakar ki hoti hai

1 Swar Sandhi : Jab Pratham Shabd ka Antima vrn Sawar Ho aur dwitiya Shabd ka Pratham varn swar ho Tu use Swar Sandhi kehte hain

2 Vyanjan Sandhi : Jab Vyanjan varn ke bad Swar ya Vyanjan Aaye To Vyanjan varn mein jo Parivartan ya vikar hota hai to use hi vyanjan Sandhi kehte hain

3 visarg Sandhi : Jab visarga ke bad Swar ya Vyanjan Aaye To visarg Mein Jo Parivartan hota hai se visarg Sandhi kehte hain

hp780: tnx
hp780: :)
ava71: ☺☺
ava71: thx for answering
hp780: wello
ava71: hmmmm
Answered by bhumii
0

Explanation:

सन्धि का अर्थ है 'मेल' या जोड़। दो वर्णों के परस्पर मेल से जो परिवर्तन होता है वह संधि !

संधि के तिन प्रकार है –

1. स्वर संधि

2. व्यंजन संधि

3. विसर्ग संधि

*mark as brainlist*

Similar questions