Social Sciences, asked by IshantGautam, 8 months ago

Help me to Solve My SST Worksheet
quєѕtíσnѕ αrє αt thє єndíng σf wσrkѕhєєt​

Attachments:

Answers

Answered by PallaviAgnihotri
1

1- bhookhmari , Mata pita Apne bacchon ke school nahin bhej pate hai, ganda Pani pite Hain, unke paas saaf Safai ki suvidha nhi h aur unke paas naukari ki jagah bhi nahin Hoti hai Jahaan wo jakar do paise Kama sake yah sare nirdhanta Ke lakshan hai

2- nirdhanta se logon ka jevan nimnikarano se prabhavit hota hai unke sath samaj mein durvyavhar kiya jata hai jaha par samaj me paise Wale vyaktiyon Ko jane ki ijazat De di jaati hai vahan par nirdhan vyaktiyon ko jaane ka mauka nahin milta hai aur jaisa ki hamari Sarkar ne niyam banaya hai ki jaati vyavastha me sabhi ko saman Adhikar Diya jaega vahi hamare yahan mere ko saman Adhikar nahin diya jata hai

3- samajik samajik apvarjan aur nirdharan ka is prakar Karan aur parinaam donon Hain kyunki nirdhan ko behtar mahaul aur acche vatavaran mein Rahane wale sampann logon se alag Rakha jata hai aur unhe Anya nirdhan vyaktiyon ke sath Rakha jata hai

4- nirdhan Rekha ka nirdharit karte hue nimn baton ka Dhyan Rakha jata hai unke kapde, jute , iedhan Prakash ,chikitsa sambandhi aadi

5-nirdhanta hamare liye samajik aur arthik chunauti banti hai kyunki hamen samaj mein sampann logon se alag Rakha jata hai hamen vahan jaane Ki izaazat nahin Hoti hai Jahan sampann log ja sakte hain hai aur arthik roop se ham isliye kah sakte hain hamare ghar mein bacche buzurg rehte hai agar ham berojgar honge to ghar ka kharcha nahin chala payega FIR hamare liye ek time ka khana khana bhi mushkil ho jayega

Thank you ..

If you like it please follow me

Similar questions