Hey mates!!!
Pls answer this question first....
kabir aur rahim k dohe jinke arth samanya ho
Answers
Answered by
1
Explanation:
Rahim:
Dukh me sumiran sab kare , sukh me kare n koi l
Jo sukh me sumiran kare , to dukh kahe hoy ll
Kabir:
sukh me sumiran na kiya ,
dukh me dukh me karte yad l
kahe kabir das ki ,
kon sune fariyad ll
Arth:
sukh me to sab sath de ne ke liye aate he par agar koi dukh me sath dene aai to dukh kese rahe.
sukh me magna ho kar aadmi zindagi ko nahi samaj ta hai aur jab dukh aata hai tab zindagi ko samaj ne ki kosis karta hai , lekin us samay uski fariyad koi nahi sunta hai.pyas lagne ke bad kuaa agar khod ne ki kosis ki to pyas nahi bujhti , lekin pyas lagne ke pahele hi kuaa khode ga to jab pyas lagegi to uski pyas turant bujhegi.
HOP IT HELPFUL TO YOU.
THANKS
Similar questions
Economy,
4 months ago
Social Sciences,
4 months ago
Science,
11 months ago
Math,
11 months ago
Science,
11 months ago