Hindi, asked by ayushjain24112004, 1 year ago

hey please solve only 25 marks​

Attachments:

Answers

Answered by tanvi399
0

1ans - maa ki upma dharti se ki gayi hai kyuki maa pita ke har kathin samay mein sath deti chahe voh padhi likhi bhi n ho.maa mein dharti se jyada dherya aur sahanshakti hoti hai.pita ke marne jhagadne ko voh unka pyaar ya apni jindagi samaj bhethti hai aur apne baccho ki har uchit anuchi khwaisho aur farmaisho ko apna farj samajhkar pura karti hai

2ans) lekhak ko maa ka khud ke liye kuch n karna ,kuch nahi mangna tatha apni khwaisho ko sapna rakhkar dusro ki khwaishe puri karna aur har dhuk dard sehna chahe voh uski galti hi n ho.yeh roop lekhak ko maa ka accha nahi lagta kyuki maa ko bhi apni zindagi jine ka pura haak hain.

3ans)lekhak aur unke bhai behno ko jyada sahanbhuti maa se thi par nihayat vajah se voh apne khwaisho ko gath bankar tyag deti hai isliye unka yaha tyag unke liye ya mere liye kabhi bhi adarsh nahi ban saki aur nahi unki sahanshakti.

hope it will help you


aryanpandey470: hlo baby
anurag9881: hlo
anurag9881: good afternoon mam
anurag9881: how are you mam
IITIANABHISHEKSINGH: hlo
Similar questions