Heya Mates ❤❤
Pls answer =>
• Paryavaran ke mahatvapuran hone ki charcha karte huye pita putra mei samvad likhiye.
I will mark as brainliest
Answers
putra = papa ye paryavaran itna kharab kaun hai .
pita = kaunki hamari pruthwi par pedo ki sankhya bohat hi kam Ho rahi hai jisse
putra = pedo ki sankhya din par din kaun kam Ho rahi hai
pita = ham manusyo ne hi pedo ko Kata hai aur paryavaran ka gala ghota hai
putra = to hum paryavaran ke liye kya kar sakhte hai
pita = hame ped nhi katne chahiye jisse paryavan ka santulan bana rahe
pita : Rahul, beta aj tune kya pdha school mai.
rahul: papa aj maine paryavaran ko kaise surkshit rakhe iss bare me pdha.
pita : acha kya pdhaya teacher ne?
rahul: papa teacher ne kaha ki hme har sal
10 nye trees grew up krne chahiye.
pita : aur beta, hme uski ifazat b krni hai. aur hme vehicle b km use krna hai.
Rahul: yes papa, vehicle se niklne vale gas bahut hi khrab effect krta hai hmare paryavaran ko.
Rahul : me ajse vehicle ka use sirf mahatvpurn kamo k liye hee krunga aur mere dosto ko b iske bare me bataunga.
hope it's helpful for you...