Hindi, asked by bhsa3ml3ikouresh, 1 year ago

Hi .. I need an answer to this question - ​ आदर्श विद्यार्थी में कौन - कौन से गुण होने चाहिए ? ​Thanks ~Lakshita

Answers

Answered by tanyagoyal0110
3
smartness ,intelligent hona chaye
Answered by Anonymous
3
hum bhi kabhi adarsh vidyarthi they,(vo bhi kya din they)
Talent hona chahiye han,
vo talent teacher ke samne - acha bacha banke rehna chaiye
doston ke samne tapori,gaali sab chalti hai,lekin teacher ke har kaam kamwali bai ki tarah karna chaiye
Teacher ke diye hue homework,sare cw,projects.
aur bar bar teacher ko malai-makkhan marte rahe
Isse teacher impress ho jate hain.
Zyada skills ki zrurat nahi,par yeh kaam sirf talented log kar sakte hain,


Dost,hum apko kuch gun de rahe hai,jo na bhi rahe toh aadmi adarsh vidyarthi ban sakta hai.
 class me chup raho
baaten kam,kaam jyada
hoshiyaar
buddhimaan
sabhya,vinamra
meethe boli hone chahiye,



CHEERS!
 

Similar questions