HINDI POEM ON DADA DADI
Answers
Answered by
33
Mere pyare bade nirale , kitne acche dada dadi
Sabse acche dost hain mere , jaise ho diya aur baati
Chote chote haath hain mere, mein hu kitni choti si
Ladoo, pede, doodh, malai, apne haath khilayein roti bhi
Roti hun jab mujhko behlayein, naye puraane kisse sunayein
Hansi, khel, tamashe saare , god mein unki mujhko bhayein
Khushiyon ka sansaar hain woh,hun fool to woh bagiya ke maali,
Toofanon se ladne ki himmat, woh mamta mere gaalon ki laali

lukkym:
wow thats great
Answered by
0
दादा दादी पर हिंदी कविता निम्न प्रकार से लिखी गई है।
कितने प्यारे कितने निराले , कितने अच्छे है मेरे दादा और दादी।
सबसे अच्छे दोस्त है मेरे जैसे हो दीया और बाती।
छोटे छोटे हाथ है मेरे ।
मै हूं कितनी छोटी सी।।
लड्डू, पेढ़े, दूध मलाई।
अपने हाथ से दादी खिलाए रोटी भी।।
रोज सुबह जाते जब टहलने ।
उसके बाद मेरे पास आते खेलने।।
दादी मुझे कहानी सुनाती।
रूठ जाऊं तो मुझे मनाती।
मेरे रोने से हो जाए दुखी मेरे दादा और दादी।
मेरे हंसने से हंसते मेरे दादा और दादी।।
मेरे लिए कितने देखे सपने।
है वे ही मेरे है अपनों से अपने ।।
सदा है वे दोनों मेरे साथ ।
लेकर अपने हाथ में हाथ।।
#SPJ2
Similar questions