Hindi sahitya main shant ras example with its meaning ?
Answers
Answered by
7
Shaant ras ko hindi sahitya ke 9 raso mai se antim ras mana gya hai . Sankirt mai kaha bhi gya hai ..Saantiopi Navmo Rasah :"
isska vivran bahut hi kam milta hai . Bharat muni k natyasaastra mai ise isthaan nhi diya gya hai .
saant ras ka udaharan :
Sant kabeei ka dohaa
Ma re Tan Kagad ka putla
Laage boond binsi jaaye chhan mai
Grav kre kya itnaa !!
isska vivran bahut hi kam milta hai . Bharat muni k natyasaastra mai ise isthaan nhi diya gya hai .
saant ras ka udaharan :
Sant kabeei ka dohaa
Ma re Tan Kagad ka putla
Laage boond binsi jaaye chhan mai
Grav kre kya itnaa !!
Similar questions