Hindi, asked by ruchikasharma, 1 year ago

hindi summary of chapter netaji chasma of class 10

Answers

Answered by tanu66
8
netaji ka chasma kahini me se hamme yah siksha milti hai ki desh aur swarantrata senaniyo ka humme samman Karna chaiye.
netaji chasma me ek captain , ek panwala aur haldar sahab hai.
nagar palika walo ne chorahe pe netaji subhas chandra ki pratima bavaye thi jispe vah kisi karan chasma banvana bhul gaye aur netaji ki bina chasma wali murti captain ko aachi nai lagti thi isliye vo ek chasma netaji ki murti par laga deta tha. haldar sahab roz jab us jagah se juharte to roz naya chasma dekhte. ek din jab unki jigyasa jyada bad gai to unhone panwale se pucha to usne bataya ki Captain roz laga deta hai. to unhone pucha ki roz naya chasma kaise to vo bola ki vo chasme wala hai jab bhi koi uska grahak netaji jaisa chasma mangta hai to vo chasma nikal kar unhe dedeta hai.
ek din jab murti par chasma nai Mila to panwale se pucha to usne kaha ki Captain mar gaya agle din haldar sahab ne driver se ki gadi chourahe par na roke kyuki unhe viswas tha ki Captain jaisa deshbakt ab nai dukhega par jab vo waha se gujare to unhe murti par ek sarkande ka chasma dekh kar vo bhavuk ho gaye.
.................
..hope it helps

tanu66: plz mark as brainlist
Answered by sunitamistry
5
the pictures might help you.

Attachments:
Similar questions